Jima ke Foran Bad Pani na Pie
Atba ki tehqeeq ke mutabiq jima k foran bad pani nahi pena chahiye aisa karne se tanafas (Asthma) ka marz paida ho jata he iss lie Stomach pr hone ki halat me jima karne ko mana kia gea he kiu k jab stomach pr hota he jima ki hararat se khushki paida hoti he or piyas ka ghalba hota he
kasrat Jima ka Anjam
kasrat Jima ka Anjam
kasrat e jima se na sirf jaryan mani sarat e anzal zauf e ba zauf e dimag sarah yani mirgi janoon falaj raesha diabties etc amraz lahaq hoojate he bal ke insaan umar tabae ko pohanchane se bohat pehle he rahte safar bandh kr rahe mulk adam hoo jata he....kasrate e jima se umar ka kam hona sirf insanoo or hiwano k lie he mekhsoos ni balke nabatat bhi as sy mtasir he....